Online Guide ब्लॉग पर आपका स्वागत है। यह ब्लॉग हमने उन लोगों की मदद करने के लिए बनाई है जो लोग ऑनलाइन बिजनेस करना चाहते हैं, इंटरनेट से पैसा कमाना चाहते हैं या फिर इंटरनेट पर कुछ नया सीखना चाहते हैं। ऐसे लोगों के लिए हम इस वेबसाइट पर ऑनलाइन पैसे कमाने, ब्लॉगिंग, ब्लॉगिंग से पैसे कमाने, बिजनेस करने और इंटरनेट से जुड़ी नई नई जानकारी शेयर करते हैं।

Powered by Blogger.

Search This Blog

क्या है blog जानिए Hindi में। What is blog and how earn money by blog.

Doston jaisa ki aap jante Hain ki hum Sab logon ka sapna hota hai ki hum bhi paise kamaye aur iske liye main ek accha option milta hai blog...

YouTube channel ko search me kaise laye?

No comments :
Hello, friends aaj k is blog me m aapko bataunga ki aap kaise apne YouTube channel ko youtube search me la sakte ho.Aaj yha har Nye YouTuber ki problem h ki unka channel YouTube search me nhi aata.

Agar aap bhi is presani me h ki aapka YouTube channel search me kyo nhi aa rha h.
             To chaliye jante h ki ham kaise apne YouTube channel ko search me la sakte h.


STEP 1
Iske liye sabse phle aapko apna chrome browser kholna h.
STEP 2

Iske baad aapko isme YouTube ka option dikhayi dega.Aapko us par click karna h.
STEP 3

Uske baad aapko kuch aisa interface dikhega aapko side me apne channel icon par click karna h.aapko creator studio ka option dikhega aur aapko uspar click kar Lena h.
STEP 4
STEP 5
Iske baad aapke saamne aisa interface khulega aur aapko channel ka option dikhayi dega uspar click karne k baad aapko advanced me click karna h.Aapko pic. me dikhaya gaya page khulega.
Aapko isme channel keywords ka option dikhayi dega.Aapko usme use apne channel ka naam alag -alag tarah se 3 se 4 baar bharLena h.

AT LAST :Is parkar aapka channel 15 din ke andar YouTube search me sabse upar dikhega.

Agar aap video k jariye smajhna chahte h to dekhiye is video ko.



No comments :

Post a Comment