Youtube channel को monetize कैसे करे?Ads कैसे लगाए video par?
Hello dosto Mera naam h Nishant Rana aur aaj ki is post me m aapko bataunga ki aap kaise YouTube channel ko monetize kar Paisa Kama sakte h.
Dosto agar aapka bhi YouTube par channel h aur aap bhi uspar video upload karte ho.iska Matlab aap bhi YouTube se Paisa kamana chahte ho.Youtube online earning karne ka ek acha platform h.Aap bhi agar Paisa kamana chahte h to sabse phle aapka channel monetize hona chahiye.To sabse phle jaante h ki YouTube hme Paisa Kyu deta h.
YouTube Paisa kyo deta h:
Dosto YouTube hme video ko upload krne ka Paisa nhi deta h.Youtube hamari video par ad(advertisement) deta h companiyo ki.Companiya youtube ko hamari videos par ad dikhane ka Paisa deti h.Aur as YouTube hamari videos par ad lagata h.Isme se thoda sa Paisa YouTube hme deta h.
YouTube monetize term and conditions:
Dosto aapko bhi pta hoga hi Google AdSense ki term and condition about badal chuki h.Phle Google AdSense 10,000 views hone par channel ko monetize kar deta that lekin ab channel par 1000 subscriber or 4000 hour watch time hona chahiye vobhi 12 months k andar.Agar aap in conditions ko pura karte h tbhi aapko Google AdSense se approval milta h or aapki earning start hoti h.Agar aapne Google AdSense ki in conditions ko pura kar liya h to aap aage di Hui process ko follow kar apne channel ko monetize kar sakte h.
Monetization enable kaise kre(Desktop site):

- Sabse phle YouTube ko open kre.youtube aapke YouTube account se login hona chahiye.
- Apne channel icon par click kre.
- Aapko studio beta ka option dikhayi dega.aapko uspar click karna h.
- Aapke samne Jo page khulega uske left side me sabse last me creator studio ka option dikhayi dega uspar click kre.
- Aapko left side me channel par click karna h.
- Isme aapko status and feature me jana j aapko yaha monetization ka option milega ab aapko enable par click karna h.
- Aapke samne "Apply for monetization" milega jisme aako 4 chije milegi.
- First me phle aapko YouTube terms ka page milega aap use padh bhi sakte h or ✓ par click karna h.
- Second me aapko Google AdSense pe account banana padega.Aapko apni sahi sahi jankari bhar Deni h.
- Third me aapko batana hoga ki aap apni videos par kis tarah ki ads lagvana chahte ho.
- Ab aapko new scheme k jariye aapkae channel par 1000 subscriber or 4000 hour watch time hona chahiye 12 months k andar.
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment