Baklol Technical Tips - hindi

Online Guide ब्लॉग पर आपका स्वागत है। यह ब्लॉग हमने उन लोगों की मदद करने के लिए बनाई है जो लोग ऑनलाइन बिजनेस करना चाहते हैं, इंटरनेट से पैसा कमाना चाहते हैं या फिर इंटरनेट पर कुछ नया सीखना चाहते हैं। ऐसे लोगों के लिए हम इस वेबसाइट पर ऑनलाइन पैसे कमाने, ब्लॉगिंग, ब्लॉगिंग से पैसे कमाने, बिजनेस करने और इंटरनेट से जुड़ी नई नई जानकारी शेयर करते हैं।

Powered by Blogger.

Search This Blog

क्या है blog जानिए Hindi में। What is blog and how earn money by blog.

Doston jaisa ki aap jante Hain ki hum Sab logon ka sapna hota hai ki hum bhi paise kamaye aur iske liye main ek accha option milta hai blog...

क्या है blog जानिए Hindi में। What is blog and how earn money by blog.

No comments :
Doston jaisa ki aap jante Hain ki hum Sab logon ka sapna hota hai ki hum bhi paise kamaye aur iske liye main ek accha option milta hai blogger ke roop mein.blogger se online paise Kama sakte hain woh bhi achi matra mein. Kya aap jaante h ki ham blogger par blog likhkar ek YouTuber se easily or jyada kma sakte h.Ha dosto aapne shi pdha ham blogger se achi khasi kamai kar sakte h. blogger ek accha platform hai Paisa kamane ka aur lakho log isse juda hue bhi hain. Ek acha blog har mahine lakho rupee kamata h blogger se.Kai professionalist apni puri Zindagi blog likhne me lga deta h. To doston blog ko pura padiye. Aur aap ko pata lag jayega ki aap bhi blog se paise kaise Kama sakte hain. Main isse blog me aap ko Puri jankari dunga ki blog se paise kaise kamate hain aur aap ko kya kya karna hota hai tu jyada time waste na karte hue karte hain apne blog ko shuru.

BLOG KAISE BANATE H:
  1. Sabse pahle aap ko Google par search karna hai 'blogger'.
  2. Iske baad aapko 'blogger website(www.blogger.com)' par click karna hai.
  3. Aapke saamne blogger ka official page open hoga.
  4. Aapko 'create blog' par click karna h
  5. Ab aapko apni 'email id' se login kar lena hai.
  6. Login karne ke baad aapko apni 'profile' par leni hai aur 'continue' per click karna hai.
  7. Ab aap ke samne blogger open hoyega aur aapko new blog par click karna hai.
  8. Ab aap ko apne blog ka 'title' aur apne blog'URL' fill kar dena hai.
  9. Ab aap ka blogger Puri tarah se taiyar hai.
Blogger Par likhte ksise h:

Ab aapko upar ki aur new post ka option dikhai dega aapko us par click karna hai aur apni post likh leni h iske baad aapko publish ka option dikhayi dega aapko us par click kar dena hai.

Ab aapko sabhi post k liye aisa hi krna h.

Jai hind. Jai Bharat.